• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Hum Intizar Karenge Tera Qayamat Tak

Hum Intizar Karenge Tera Qayamat Tak

sahir-ludhianvi

ham intizar karenge tira qayamat tak

khuda kare ki qayamat ho aur tu aae

ye intizar bhi ik imtihan hota hai

isi se ishq ka shoala javan hota hai

ye intizar salamat ho aur tu aae

bichhae shauq ke sajde vafa ki rahon men

khade hain diid ki hasrat liye nigahon men

qubul dil ki ibadat ho aur tu aae

vo khush-nasib hai jis ko tu intikhab kare

khuda hamari mohabbat ko kamyab kare

javan sitara-e-qismat ho aur tu aae

khuda kare ki qayamat ho aur tu aae

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-husain-mail

Ghaflat Ke Tukhm Bone Wale Uthe

faiz-ahmad-faiz

Anjam

Aisa War paDa Sar Ka

poet

Mere Gul Ka Jo Koi Lutf-O-Karam dekha Hai

Uski Chah Mein Nam Nahin Aane Wala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet