• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Iltifat-E-Am Hai Wajh-E-Pareshani Mujhe

Iltifat-E-Am Hai Wajh-E-Pareshani Mujhe

iltifat-e-am hai vaj.h-e-pareshani mujhe

kis qadar mahngi paḌi hai un ki arzani mujhe

bahr-e-hasti hai miri nazron men ik dasht-e-sarab

ret ka hota hai dhoka dekh kar paani mujhe

tere jalvon ka to har ik zarra hai a.ina-dar

mane-e-nazzara hai ḳhud meri hairani mujhe

sa.i-e-be-hasil thi dil ki koshish-e-iḳhfa-e-raz

kar ga.i rusva nigahon ki pareshani mujhe

ya adu-e-bul-havas ki naz-bardari karo

ya bana lo taḳhta-e-mashq-e-sitam-rani mujhe

khul nahin sakti faqat ik aap ke dil ki girah

varna kya kya gutthiyan aati hain suljhani mujhe

kis qadar na-paid hain ahl-e-kamal ab ai ‘vafa’

koi apna bhi nazar aata nahin saani mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Sapede Ka peD Hun Lekin

Wahi Rang-E-ruKH Pe Malal Tha Ye Pata Na Tha

ada-jafarey

Roz-O-Shab Ki Koi Surat To Bana Kar Rakhkhun

Aasman Par Ek Sitara Sham Se Betab Hai

allama-iqbal

Apni Jaulan-Gah Zer-E-Asman Samjha Tha Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet