• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ki Diwangi miT Jaegi

Ishq Ki Diwangi miT Jaegi

ishq ki divangi miT ja.egi

ya kisi ki zindagi miT ja.egi

ḳhatm ho ja.ega jab qissa huzur

aap ki hairangi miT ja.egi

aap bhi ro.enge shayad zar-zar

phuul jaisi ye hansi miT ja.egi

ek din bujh ja.enge ye mahr o maah

ya nazar ki raushni miT ja.egi

ya fana ho ja.engi galiyan tiri

ya miri avaz hi miT ja.egi

husn bhi barbad ho ja.ega dost

aur dil ki dil-kashi miT ja.egi

is qadar abad ho ja.enge log

hasrat-e-tamir hi miT ja.egi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Qaid Mein Rahte Hain Jab Tak Bhi Jiye Jate Hain

poet

Waqt Ki Barf Hai Har Taur Pighalne Wali

poet

Bolega Kaun Aashiq-E-Nadar Ki Taraf

poet

Jo miTa Hai Tere Jamal Par Wo Har Ek Gham Se Guzar Gaya

akhlaque-bandvi

Kabhi Jo Aankhon Mein Pal-Bhar Ko Khwab Jagte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet