• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / chhoTi chhoTi Baaton Mein Aankhen Bhar Aati Hain

chhoTi chhoTi Baaton Mein Aankhen Bhar Aati Hain

chhoTi chhoTi baton men ankhen bhar aati hain

ya to ham thoḌe pagal hain ya jazbati hain

sachcha jhuTa nek aur bad hain mere ta.aruf sab

ek hi jism men kitni ruhen gasht lagati hain

suna hai us talab ka paani baḌa nashila hai

suna hai us men pariyan aa kar roz nahati hain

kuchh to dard diye hain mujh ko duniya valon ne

lekin kuchh aise gham hain jo mere zaati hain

is bartan ka maila paani amrit jaisa hai

is men nannhi chiḌiyan aa kar pyaas bujhati hain

aa pahuncha huun tanha.i ke aise jangal men

jis men ḳhud apni avazen lauT ke aati hain

chiḳhti rahti hain ḳhamoshi mere honTon par

jis tarah sahil par lahren shor machati hain

shahr men aa kar bhi ham apni miTTi kab bhule

faḳhr hamen hai ai ‘ḳhalid’ ke ham dehati hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Aks-E-Khushbu Hun Bikharne Se Na Roke Koi

Har Ek Naqsh Tere Panw Ka Nishan Sa Hai

kishwar-naheed

Jab Main Na Hun To Shahr Mein Mujh Sa Koi To Ho

poet

Kam Nahin Hum Bujhte Kabe Se Maikhane Ke Tain

Logon Ke Sabhi Falsafe jhuTla to Gae Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet