• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ka dard-E-Be-dawa Hai Ye

Ishq Ka dard-E-Be-dawa Hai Ye

poet

ishq ka dard-e-be-dava hai ye

jaane teri bala ki kya hai ye

maar dalegi ek aalam ko

teri ai shokh gar ada hai ye

har dam aata hai aur hi saj se

kya hi allah mirza hai ye

chahiye us ka sharbat-e-didar

ki tap-e-ishq ki dava hai ye

us sitam-pesha mehr dushman ki

mere uupar agar jafa hai ye

is men us ki to kuchh nahin taqsir

chahne ki mire saza hai ye

dil-e-‘bedar’ ko to luut liya

zulf hai ya koi bala hai ye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Be-Bak Na Dekha Koi Qatil Ke Barabar

Sufi

Lala-Zaron Mein Zard Phul Hun Main

aisha-ayyub

Mohabbaton Ka Jo Sar Par Wabaal Rakkha Hai

Sisak Lete Hain Gahe Nala-O-Zari Nahin Karte

Ai Junun Tera Abhi Tak Na Muqaddar Badla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet