• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Umuman Hum Akele baiThte Hain

Umuman Hum Akele baiThte Hain

poet

umuman ham akele baiThte hain

vo baiTha hai to chaliye baiThte hain

miri ankhon men gunja.ish to kam hai

par us ke ḳhvab puure baiThte hain

uThin nazren to nazron se girenge

yahan nazron pe pahre baiThte hain

adab ka farsh hai ye is pe bachche

buzurgon ke sahare baiThte hain

vo ḳhud markaz men thoḌi baiThta hai

sab us ke aage pichhe baiThte hain

udasi se bharosa uTh raha hai

chalo ‘nasir’ ko paḌhne baiThte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mohabbat Ek Aisa Rasta Hai

Nasim-E-Subh-E-Bahaar Aae Dil-E-Hazin Ko Qarar Aae

abbas-tabish

Teri Ruh Mein Sannata Hai Aur Meri Aawaz Mein Chup

poet

Yaad Aate Hi Rahe dil Se Nikale Hue Log

Be-Hijab Aap Ke Aane Ki Zarurat Kya Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet