• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Waqt Jo Ghar Se Wo Masiha Nikal Aaya

Be-Waqt Jo Ghar Se Wo Masiha Nikal Aaya

poet

be-vaqt jo ghar se vo masiha nikal aaya

ghabra ke mire munh se kaleja nikal aaya

madfun hua zer-e-zamin kya koi vahshi

kyuun khaak se ghabra ke bagula nikal aaya

aine men munh dekh ke maghrur hue aap

do shaklon se kaisa ye natija nikal aaya

zakhmi jo kiya tum ne khule ishq ke asrar

jo kuchh ki mire dil men nihan tha nikal aaya

thukrane lage dil ko to barpa hue tufan

qatra jo hatane lage dariya nikal aaya

ab ruk nahin sakti hai ‘munir’ ah-e-jigar-soz

dam ghutne laga munh se kaleja nikal aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Mauj-E-Saba Soz-E-Mujassam Use Kahna

Aasman Ko Zamin Banate Hain

poet

Raat Aangan Mein Chand Utra Tha

Maine Un Se Jo Kaha Dhyan Mera Kuchh Bhi Nahin

poet

Na Junun Jaega Kabhi Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet