• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Pal Ja Na Kahun Nain Sun Ai Nur-E-Basar

Ek Pal Ja Na Kahun Nain Sun Ai Nur-E-Basar

poet

ek pal ja na kahun nain suun ai nur-e-basar

tuk na ho is dil-e-tarik suun ai badr badar

teri is subh bina gosh-o-khat-e-mushkin suun

sair karta huun ajab sham-o-sahar sham-o-sahar

jal ke main surma hua balki hua kajal bhi

khana-e-chashm men tujh paun jo tuk raah magar

rah-daran leven har gaam men jiiv ka hasil

haiga is raah men ai umr-e-abad jaan ka khatar

qible suun muunh phiraya tire mukh ki janib

kiya zahid ne make suun su-e-but-khana safar

chand suraj ki rakh ainak kuun sada pir-e-falak

kham ho karta hai nazar taaki dekhe teri kamar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nadiya-ambar-lodhi

Hijrat

Gesu ruKH-E-Raushan Se Wo Talne Nahin Dete

Bahut Pahunche to Un Ke Kakul-O-ruKHsar Tak Pahunche

Abr Hi Abr Hai Barasta Nain

majrooh-sultanpuri

Jo Samjhate Bhi Aa Kar Waiz-E-Barham To Kya Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet