• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Jab Manzil-E-aKHir Se Guzarta Hoga

Ishq Jab Manzil-E-aKHir Se Guzarta Hoga

ishq jab manzil-e-aḳhir se guzarta hoga

ek bhi ashk na ankhon se Tapakta hoga

ham to jab janen ki jab vaqt hamara badle

log kahte hain badalta hai badalta hoga

hoga ai dost yaqinan vo mire dil ki tarah

jo diya ruḳh pe havaon ke bhi jalta hoga

aaj Thahraya hai ḳhud jis ne mujhe qabil-e-dar

kal vahi meri vafaon ko tarasta hoga

saghar-e-chashm men mai-kash use bharte honge

rang jab aap ke chehre se chhalakta hoga

jo nazar uThti hai ban jaati hai ik mauj-e-ḳhumar

dast-e-saqi men koi jaam chhalakta hoga

haal ‘aḳhgar’ ke taḌapne ka suna jab to kaha

us ki fitrat hi taḌapna hai taḌapta hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maulana Rumi

Ishq-e-Ilahi

Shahr-Ashob Likhun Shahr-E-Tamanna Likkhun

Jag Ke Mere Sath Samundar Raaten Karta Hai

Main Kis Waraq Ko Chhupaun Dikhaun Kaun Sa Bab

Jacha Na Kuchh Bhi Nigahon Ko Muntaha Ke Siwa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet