• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Shisha Ka Aadmi

Shisha Ka Aadmi

akhtar-ul-iman

uthao haath ki dast-e-dua buland karen

hamari umar ka ik aur din tamam hua

khuda ka shukr baja laaen aaj ke din bhi

na koi vaqia guzra na aisa kaam hua

zaban se kalma-e-haq-rast kuchh kaha jaata

zamir jagta aur apna imtihan hota

khuda ka shukr baja laaen aaj ka din bhi

usi tarah se kata munh-andhere uth baithe

pyali chaae ki pi khabren dekhin nashta par

subut baithe basirat ka apni dete rahe

ba-khair o khubi palat aae jaise shaam hui

aur agle rose ka mauhum khauf dil men liye

dare dare se zara baal pad na jaae kahin

liye diye yunhi bistar men ja ke let gae

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun

Tere Nazdik Aata Ja Raha Hun

Kabhi Zuhur Mein Aa Ja Kamal Hone De

poet

Aap Jo Kuchh Qarar Karte Hain

Is Chand Se Chehre Ko Dikha Kyun Nahin Dete

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet