• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk Hue Hain Abtar Aise Hum Ko Bahae dete Hain

Ashk Hue Hain Abtar Aise Hum Ko Bahae dete Hain

poet

ashk hue hain abtar aise ham ko bahae dete hain

takhti kaisi haif ye ladke dho ke mitae dete hain

ek phansi hi zulfon men ik chah-e-zaqan hain duubi hai

diida o dil men phuut padi hai ghar ko dubae dete hain

khuun karenge tum par apna yaad rakho in baton ko

aao na milna khuub nahin hai tum ko jatae dete hain

khuub jo dekha khuban ko kuchh khuub na dekha aise hain

ghair se mil kar khaak men ham ko muft milae dete hain

log ‘nisar’ ab ham se nahaq un ka tafahhus karte hain

nam-o-nishan ham yaar ka apne koi batae dete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Suna Hai Chup Ki Bhi Koi Pukar Hoti Hai

Shab-E-Visal Tulua Aaftab Kaise Hua

asrarul-haq-majaz

Khud dil Mein Rah Ke Aankh Se Parda Kare Koi

Manus Ho Gae Hain Andhe Purane Ghar Se

shakeel-badayuni

Bas Ek Nigah-E-Karam Hai Kafi Agar Unhen Pesh-O-Pas Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet