• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Aankhon Ke Samundar Mein Utar Jaane De

Apni Aankhon Ke Samundar Mein Utar Jaane De

apni ankhon ke samundar men utar jaane de

tera mujrim huun mujhe Duub ke mar jaane de

ai na.e dost main samjhunga tujhe bhi apna

pahle maazi ka koi zaḳhm to bhar jaane de

zaḳhm kitne tiri chahat se mile hain mujh ko

sochta huun ki kahun tujh se magar jaane de

aag duniya ki laga.i hui bujh ja.egi

koi aansu mire daman pe bikhar jaane de

saath chalna hai to phir chhoḌ de saari duniya

chal na paa.e to mujhe lauT ke ghar jaane de

zindagi main ne ise kaise piroya tha na soch

haar TuuTa hai to moti bhi bikhar jaane de

in andheron se hi suraj kabhi niklega ‘nazir’

raat ke saa.e zara aur nikhar jaane de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nasib Ab Ke KHushi Be-Hisab Le Aaya

Wo Saliqa Hamein Jine Ka Sikha De Saqi

abdul-ahad-saaz

Baja Ki Paband-e-Kucha-e-Naz Hum Hue The

ahmad-shanas

Phulon Mein Ek Rang Hai Aaankhon Ke Nir Ka

Tere Aage Sar-Kashi Dikhlaunga?

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet