• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tur Wale Teri Tanwir Liye Baithe Hain

Tur Wale Teri Tanwir Liye Baithe Hain

Bedam Shah Warsi

tuur vaale tiri tanvir liye baithe hain

ham tujhi ko but-e-be-pir liye baithe hain

jigar o dil ki na puchho jigar o dil mere

nigah-e-naz ke do tiir liye baithe hain

in ke gesu dil-e-ushshaq phansane ke liye

ja-ba-ja halqa-e-zanjir liye baithe hain

ai tiri shaan ki qatron men hai dariya jaari

zarre khurshid ki tanvir liye baithe hain

phir vo kya chiiz hai jo dil men utar jaati hai

tegh paas un ke na vo tiir liye baithe hain

mai-e-ishrat se bhare jaate hain aghyar ke jaam

ham tahi kasa-e-taqdir liye baithe hain

kishvar o ishq men muhtaj kahan hain ‘bedam’

qais o farhad ki jagir liye baithe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Aa Kar Sikha Gaya Hai Mujhe

Diwar-O-Dar Sa Chahiye Diwar-O-Dar Mujhe

Chaman-Bandi Pe Hai Mahshar Bapa Kya

poet

Hasb-E-Mamul Aae Hain shaKHon Mein Phul Ab Ke Baras

poet

duniya Mein Koi dil Ka Kharidar Na Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet