• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zist Ka Ek Gunah Kar Sake Na Hum

Zist Ka Ek Gunah Kar Sake Na Hum

poet

ziist ka ik gunah kar sake na ham

saans ke vaste bhi mar sake na ham

jaane kis vahm ne qadam pakaḌ liye

us ki dhund se guzar sake na ham

shahr ki vo gali sukut pa ga.i

chaar chhe din se jo guzar sake na ham

gunjalak ḳhvab ka ma.aal dekhte

niind ke ghaar men utar sake na ham

us taraf bhi kushada haath the ‘ḳhumar’

dasht men jis taraf bikhar sake na ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zehra-nigaah

Suna Hai

KHuda-E-Bartar Ne Aasman Ko Zamin Par Mehrban Kiya Hai

aalok-shrivastav

Mujhe Sire Se Pakad Kar Udhed deti Hai

abdussamad-tapish

Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone deta

Is Apni Kiran Ko Aati Hui Subhon Ke Hawale Karna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet