• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ilzam Bhi to Hota Hai

Ishq Ilzam Bhi to Hota Hai

ishq ilzam bhi to hota hai

ye bura kaam bhi to hota hai

dosti kuchh mujhi ko tum se nahin

ye maraz aam bhi to hota hai

nahin taklif hi mohabbat men

us men aram bhi to hota hai

va.ada karne men phir ta.ammul kya

haan tumhen kaam bhi to hota hai

rat-din dard hi nahin rahta

dil ko aram bhi to hota hai

nasha-e-husn aur phir kab tak

bada-e-ḳham bhi to hota hai

naam par tere kyuun na aata pyaar

pyaar ka naam bhi to hota hai

kya ta.ajjub jo ho visal men vasl

kaam men kaam bhi to hota hai

ai safi’ ashiqi ki ye tarif

aur anjam bhi to hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Tabahiyon Pe Koi Muskura Diya

akhtar-shirani

dil-E-diwana O Andaz-E-Bebakana Rakhte Hain

Raaz-E-Chashm-E-Mai-Gun Hai Kaif-E-Muddaa Mera

Raat Lambi Bhi Hai Aur Tarik Bhi Shab-Guzari Ka Saman Karo Dosto

Soch Bhi Us Din Ko Jab Tu Ne Mujhe Socha Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet