• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Is Zindagi Ke Badle

Is Zindagi Ke Badle

azra-abbas

is zindagi ke badle

mujhe bana diya jaata

badalon se girti hui ek buund

kisi sukhi ghaas ke gatthar par

pada hua ek tinka

ya

bahte hue paani ke as-pas

jami hui kaai

is zindagi ke badle

mujhe bana diya jaata

ek raat se dusri raat tak

phaila hua be-maza zaiqa

ya

vo daana jis kisi parinde ki chonch se gir riha ho

is zindagi ke badle

mujhe divar par phaile hue

silan-zada dhabbe men badal diya jaata

ya

pahadon par thahri hui barf

jo kisi ne na dekhi ho

ya

ek tabut jo kisi marne vaale se

khali kara liya gaya ho

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ada-jafarey

Wahi Na-Saburi-E-Arzu Wahi Naqsh-E-Pa Wahi Jada Hai

Dil Ki Nadaniyan Are Tauba

Jo Mere Pyar Mein Uljha Hua Dikhai De

Jina Agar Jahan Mein Hai Aisa Kare Koi

Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet