• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Shahr Mein Chalti Hai Hawa Aur Tarah Ki

Is Shahr Mein Chalti Hai Hawa Aur Tarah Ki

is shahr men chalti hai hava aur tarah ki

jurm aur tarah ke hain saza aur tarah ki

is baar to paimana uThaya bhi nahin tha

is baar thi rindon ki ḳhata aur tarah ki

ham ankhon men aansu nahin laate hain ki ham ne

paa.i hai virasat men ada aur tarah ki

is baat pe naraz tha saaqi ki sar-e-bazm

kyuun aa.i piyalon se sada aur tarah ki

is daur men mafhum-e-mohabbat hai tijarat

is daur men hoti hai vafa aur tarah ki

shabnam ki jagah aag ki barish ho magar ham

‘mansur’ na mangenge dua aur tarah ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

etibar-sajid

dil Hain Yun Muztarib Makanon Mein

Paya Jab Se zaKHm Kisi Ko Khone Ka

poet

Dar-O-Diwar Bhi Dete Hain Hawala Mera

Zindagi-Bhar Dahr Ki Nairangiyan Dekha Kiye

Gul Ki KHunin-Jigari Yaad Aai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet