• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pada Hai Panw Mein Ab Silsila Mohabbat Ka

Pada Hai Panw Mein Ab Silsila Mohabbat Ka

wajid-ali-shah-akhtar

pada hai paanv men ab silsila mohabbat ka

bura hamara hua ho bhala mohabbat ka

jamal-e-saf ki muusa ko taab kab aai

jo dekhiye to hai talib khuda mohabbat ka

har ek dar pe hai gardish men mera kasa-e-chashm

vo shah-e-husn hua ye gada mohabbat ka

na sim-o-zar ki hai hajat na kuchh hukumat ki

ugaal de ke diya khun-baha mohabbat ka

kidhar se jaata tha ‘akhtar’ ye kya hua afsos

khuda bachae hua samna mohabbat ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-naved

Na Rona Rah Gaya Baqi Na Hansna Rah Gaya Baqi

tanveer-anjum

Tariq Koi Na Aaya Mujhe Zamane Ka

ismail-merathi

Insan Ko Chahiye Na Himmat Haare

sarwat-zehra

Hazar Tute Hue Zawiyon Mein Baithi Hun

Aur Kis Shai Se Dagh-E-Dil Dhoen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet