• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Ne Bandha Hai Mere Ji Pe Khala Hae Khala

Gham Ne Bandha Hai Mere Ji Pe Khala Hae Khala

siraj-aurangabadi

gham ne bandha hai mire ji pe khala haae khala

phir nae sir seti aai hai bala haae bala

ai gul-e-gulshan-e-jan kar mujhe yak-bar nihal

khaar hasrat ka kaleje men sala haae sala

dekh sakta nahin main gul kuun har yak khaar ke saath

apne ham-rah raqibon kuun na la haae na la

zabh karne men mire rahm na laaya us ne

balki itna bhi kaha nen ki gala haae gala

jis ne khaya hai tere abru-e-khun-rez ka zakhm

murgh-e-bismil sa lahu biich rala haae rala

jan-e-janan kuun mire paas shitabi laao

niin to yak pal men mira jaan chala haae chala

be-tarah ab to birah aag dahakti hai ‘siraj’

dil mira kyuun na pukare ki jala haae jala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Hi Lau Ko ghaTati Wahi baDhati Hai

Sufi

Mujhe Un Se Mohabbat Ho Gai Hai

Kala Jadu Phail Raha Hai

Sadiyon Se Musafir Hun Tujhe DhunD Raha Hun

Apne Ham-Rah Jala Rakkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet