• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Shahr-E-Sang-dil Ko Jala dena Chahiye

Is Shahr-E-Sang-dil Ko Jala dena Chahiye

muneer-niyazi

is shahr-e-sang-dil ko jala dena chahiye

phir us ki khaak ko bhi uda dena chahiye

milti nahin panah hamen jis zamin par

ik hashr us zamin pe utha dena chahiye

had se guzar gai hai yahan rasm-e-qaheri

is dahr ko ab is ki saza dena chahiye

ik tez raad jaisi sada har makan men

logon ko un ke ghar men dara dena chahiye

gum ho chale ho tum to bahut khud men ai ‘munir’

duniya ko kuchh to apna pata dena chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Raaz-E-Dilruba Ko Bayan Hona Hai Abhi

mirza-raza-barq

Ai Sanam Wasl Ki Tadbiron Se Kya Hota Hai

Mere Hone Se Pahunch Jaega Aaram Ke Sath

Ek Tanha KHatir-E-Mahzun Jise Afkar Sau

Lahje Ka Ras Hansi Ki Dhanak chhoD Kar Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet