• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Ke Kaise Kaise Hausle Pathra Gae

Zindagi Ke Kaise Kaise Hausle Pathra Gae

zindagi ke kaise kaise hausle pathra ga.e

aarzu se chal ke tark-e-arzu tak aa ga.e

yaad hai itna ki ubhra tha koi aks-e-jamil

aur phir yadon ke saare a.ine dhundla ga.e

mere maazi ke chaman men the jo kuchh yadon ke phuul

rafta rafta zindagi ki dhuup men kumhla ga.e

zindagi bhi hai tumhare gham ke pas-e-manzar ki den

jab bhi main jiine se tang aaya huun tum yaad aa ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye to Sach Hai Ki Safi Ki Nahin Niyyat Achchhi

poet

Raat Se Din Ka Wo Jo Rishta Thi

nida-fazli

Ek Taswir

Zinda Rahna Hai to Sanson Ka Ziyan Aur Sahi

poet

Dard Ki Dhup-Bhare Dil Ki Tamazat Le Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet