• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Shahr-E-Be-Awaz Mein Wo Raat Bhi Guzri

Is Shahr-E-Be-Awaz Mein Wo Raat Bhi Guzri

is shahr-e-be-avaz men vo raat bhi guzri

jab main ne kaha aur ḳhudi main ne suna bhi

shaḳhon pe koi phuul kya patta bhi nahin hai

mausam ke badalte hi badalti hai hava bhi

ab us ki ḳhunuk chhanv hai jalta hua sahra

kis moḌ pe suraj hui divar-e-ana bhi

peḌon ka lahu un ki jaḌen chuus rahi hain

sunta huun ki is dasht se guzri thi ghaTa bhi

ai gunjti avaz ke ḳhamosh pujari

main ne to pukara tha magar tu ne suna bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ek shoKH Ke honTon Se Ye Jam Tarashe Hain

Kya Karen Gulshan Pe Joban Zer-E-Dam Aaya to Kya

Marhale saKHt Bahut Pesh-E-Nazar Bhi Aae

Aarzu Hai Bahut Kinare Ki

jigar-moradabadi

Nargis-E-Mastana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet