• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Riwayat-E-Dar-O-Rasan chhoD Aae

Riwayat-E-Dar-O-Rasan chhoD Aae

rivayat-e-dar-o-rasan chhoḌ aa.e

ham ik ishq ka bankpan chhoḌ aa.e

jo ḳhauf-e-ḳhizan se chaman chhoḌ aa.e

iradon ki apne thakan chhoḌ aa.e

jahan moḌ aaya hai dushvariyon ka

aza.em ko himmat-shikan chhoḌ aa.e

vo mahfil men yuun aaj jalva-fagan hai

koi chand jaise gagan chhoḌ aa.e

jahan se chale hain tiri justuju men

vahan ik vafa ka chalan chhoḌ aa.e

hamen bevafa.i ka yuun gham nahin hai

ham ik un ke dil men chubhan chhoḌ aa.e

jahan Thes pahunchi hamari ana ko

zamin kya hai ‘raje’ gagan chhoḌ aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shisha Us Ka Ajib Hai KHud Hi

Ishq Pagal-Pan Mein Sanjida Na Ho Jae Kahin

Zaban Ka Qarz Utarne Nahin Diya Maine

abrar-ahmad

Jo Bhi Yakja Hai Bikharta Nazar Aata Hai Mujhe

Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Nam Ro paDe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet