• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Se baDh Kar Ye Muqaddar Na Sanwarna Chahe

Is Se baDh Kar Ye Muqaddar Na Sanwarna Chahe

is se baḌh kar ye muqaddar na sanvarna chahe

bas ye hasrat hai ki mujh par koi marna chahe

rasta rok liya karte hain badal us ka

chand jab bhi mire angan men utarna chahe

Thes lagti hai usi vaqt hamesha mujh ko

dil ke zaḳhmon men koi zaḳhm jo bharna chahe

hal-e-dil kaise suna.un main use ai yaaro

mere jazbat ki jo qadr na karna chahe

TuTte TuTte ab aaj miri ankhon men

ek hi ḳhvab magar vo bhi bikharna chahe

kaanp jaata hai musavvir ka qalam ai ‘tashna’

rang jab bhi miri tasvir men bharna chahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhko Dimagh-E-Shewan-O-Ah-O-Fughan Nahin

Kuchh to Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan

Kahin Kahin Se Mohabbat Wasul Hone Lagi

Nigar-E-Paikar-E-Farda Mein Dhal Ke Dekhte Hain

Apni Har Haar Pe Ek Jashn Manate Rahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet