• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Qadar Bhi to Na Jazbaat Pe Qabu Rakkho

Is Qadar Bhi to Na Jazbaat Pe Qabu Rakkho

is qadar bhi to na jazbat pe qaabu rakkho

thak ga.e ho to mire kandhe pe baazu rakkho

bhulne paa.e na is dasht ki vahshat dil se

shahr ke biich raho baagh men aahu rakkho

ḳhushk ho ja.egi rote hue sahra ki tarah

kuchh bacha kar bhi to is aankh men aansu rakkho

raushni hogi to aa ja.ega rah-rav dil ka

us ki yadon ke diye taaq men har-su rakkho

yaad aa.egi tumhari hi safar men us ko

us ke rumal men ik achchhi si ḳhushbu rakkho

ab vo mahbub nahin apna magar dost to hai

us se ye ek ta.alluq hi bahar-su rakkho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noon-meem-rashid

dariche Ke Qarib

Gudaz-E-Dil Mata-E-Chashm-E-Nam Tak Bech Dete Hain

poet

Dard Ka Aabshaar Jari Hai

Lahu Ka Dagh Na Tha zaKHm Ka Nishan Na Tha

Tum Harim-E-Naz Mein baiThe Ho Begane Bane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet