• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Hadse Ko Dekh Ke Aankhon Mein Dard Hai

Is Hadse Ko Dekh Ke Aankhon Mein Dard Hai

is hadse ko dekh ke ankhon men dard hai

apni jabin pe apne hi qadmon ki gard hai

aa thoḌi der baiTh ke baten karen yahan

tere to yaar lahje men apna sa dard hai

kya ho ga.iin na jaane tiri garm-joshiyan

mausam se aaj haath siva tera sard hai

tariḳh bhi huun utne baras ki moarriḳho

chehre pe mere jitne baras ki ye gard hai

ai raat tere chand sitaron men vo kahan

bujhte hue charagh ki lau men jo dard hai

‘az.har’ jo qatl ho gaya vo bhaa.i tha magar

qatil bhi mere apne qabile ka fard hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Shaki Hai KHud Meri Fughan Tak

ahmad-ashfaq

Wo Meri Jurat-e-Kamyab Se Na-Waqif Hain

Sochiye Gar Use Har-Nafas Maut Hai Kuchh Mudawa Bhi Ho Be-Hisi Ke Liye

aisha-ayyub

Wo Ab dil Se Tumhaare Ja Raha Hai

Saqi-Gari Ka Farz Ada Kar Diya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet