• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Irade Kya Hue Lambe Hamare

Irade Kya Hue Lambe Hamare

irade kya hue lambe hamare

qadam paḌte nahin chhoTe hamare

baḌha hai darmiyan ye pyaar jab jab

hue hain kis qadar jhagḌe hamare

samajhta tha baḌa ma.asum us ko

uḌe hain ishq men tote hamare

lagi hai shart dekhega palaT kar

hue sab ta.aziye ThanDe hamare

yahin to dekhna hai vaqt-e-mushkil

rahenge saath men kitne hamare

shajar ki chashni us men ghuli hai

samar koi nahin phike hamare

bulate hain tumhen din-rat kitna

qarine se saje kamre hamare

le aa.i ik jagah par ham ko qudrat

hue hain duur sab ḳhadshe hamare

chali hai vaqt ne ye chaal kaisi

piTe ik baar men mohre hamare

yahi sach tha safar se vapsi ka

kabhi vapas nahin lauTe hamare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Itni Arzan Nahin Bahaaren Wo Aalam-E-Rang-O-Bu Kahan Hai

poet

Mujh Bala-Nosh Ko talchhaT Bhi Hai Kafi Saqi

Dam-E-Subh Aandhiyon Ne Jinhen Rakh Diya Masal Ke

poet

Dhal Gai Raat Kahkashan Phir Bhi

poet

Ye Kis Ko Jag Jag Ke Taron Ki Chhanw Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet