• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Irada Ho aTal to Moajaza Aisa Bhi Hota Hai

Irada Ho aTal to Moajaza Aisa Bhi Hota Hai

irada ho aTal to mo.ajaza aisa bhi hota hai

diye ko zinda rakhti hai hava aisa bhi hota hai

suna.i de na ḳhud apni sada aisa bhi hota hai

miyan tanha.i ka ik saneha aisa bhi hota hai

chhiḌe hain taar dil ke ḳhana-barbadi ke naghme hain

hamare ghar men sahib rat-jaga aisa bhi hota hai

bahut hassas hone se bhi shak ko raah milti hai

kahin achchha to lagta hai bura aisa bhi hota hai

kisi ma.asum bachche ke tabassum men utar jaao

to shayad ye samajh paao ḳhuda aisa bhi hota hai

zaban par aa ga.e chhale magar ye to khula ham par

bahut miThe phalon ka za.iqa aisa bhi hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Ajib Thi Wo Ajab Tarah Chahta Tha Main

poet

Rah-E-KHulus Mein Behtar Hai Sar Jhuka Rakhna

Sar-E-Darbar KHamoshi Tah-E-Darbar KHushiyan Hain

faiz-ahmad-faiz

Garmi-E-Shauq-E-Nazara Ka Asar To dekho

Nind Se Jagi Hui Aankhon Ko Andha Kar Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet