• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Intiha-E-Gham Mein Mujhko Muskurana Aa Gaya

Intiha-E-Gham Mein Mujhko Muskurana Aa Gaya

intiha-e-gham men mujh ko muskurana aa gaya

haa.e ifaqa-e-mohabbat ka bahana aa gaya

is taraf ik ashiyane ki haqiqat khul ga.i

us taraf ik shoḳh ko bijli girana aa gaya

ro diye vo ḳhud bhi mere girya-e-paiham pe aaj

ab haqiqat men mujhe aansu bahana aa gaya

meri ḳhak-e-dil bhi aḳhir un ke kaam aa hi ga.i

kuchh nahin to un ko daman hi bachana aa gaya

vo ḳharash-e-dil jo ai jazba-e-jazbi miri hamraz thi

aaj use bhi zaḳhm ban kar muskurana aa gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Kya Ki baiTh Gae Gard-E-Rahguzar Ki Tarah

Badan Par Sabz Mausam Chha Rahe Hain

Kabhi Kabhaar Bhi Kab Saeban Kisi Ne Diya

Jo Is Tarah Liye Phirta Hai Jaan Hatheli Par

Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet