• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Insaf Jo Nadar Ke Ghar Tak Nahin Pahuncha

Insaf Jo Nadar Ke Ghar Tak Nahin Pahuncha

insaf jo nadar ke ghar tak nahin pahuncha

samjho ki abhi haath samar tak nahin pahuncha

mizhgan pe ruke hain abhi Dhalke nahin aansu

ye soch ka sailab safar tak nahin pahuncha

kuchh log abhi ḳhair ki ḳhvahish ke amiin hain

dastar ka jhagḌa abhi sar tak nahin pahuncha

parvaz men tha amn ka ma.asum parinda

sunte hain ki be-chara shajar tak nahin pahuncha

insan to dukh-dard ke sahraon men gum hai

ye qafila ḳhushiyon ke Dagar tak nahin pahuncha

muddat se mohabbat ke safar men huun ‘karamat’

lekin abhi chahat ke nagar tak nahin pahuncha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

pirzada-qasim

Khun Se Jab Jala diya Ek diya Bujha Hua

Dhup Thi Sahra Tha Lekin Jism Ka Saya Na Tha

Hum Ji Rahe Hain Koi Bahana Kiye Baghair

poet

Musalsal Ek Mashaqqat Be-Sabab Hai

salma-shaheen-1

Chashm-E-Nam Pahle Shafaq Ban Ke Sanwarna Chahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet