• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / In Ujle Mahlon Ke Tale

In Ujle Mahlon Ke Tale

sahir-ludhianvi

in ujle mahlon ke tale

ham gandi galiyon men pale

sau sau bojhe man pe liye

mail aur maati tan pe liye

dukh sahte gham khate rahe

phir bhi hanste gaate rahe

ham dipak tufan men jale

ham gandi galiyon men pale

duniya ne thukraya hamen

raston ne apnaya hamen

sadken ghar sadken hi chita

kyuun aae kya kar ke chale

ham gandi galiyon men pale

dil men khatka kuchh bhi nahin

ham ko parva kuchh bhi nahin

chaho to nakara kaho

chaho to avara kaho

ham hi bure tum sab ho bhale

ham gandi galiyon men pale

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mal-E-Duniya Talash Karna Hai

Na Maslahat Na Takalluf Na Inkisar Ka Hai

Jagte Sote Hue Likhte Hain

poet

Na Bim-E-Gham Hai Ne Shadi Ki Hum Ummid Karte Hain

adeem-hashmi

Tamam Umr Ki Tanhai Ki Saza de Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet