• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Un Ko Kabhi Had Se Guzarne Nahin Dunga

Main Un Ko Kabhi Had Se Guzarne Nahin Dunga

main un ko kabhi had se guzarne nahin dunga

is tark-e-ta.alluq ko main chalne nahin dunga

tum laakh uchhala karo alfaz ke sho.ale

firdaus-e-mohabbat ko main jalne nahin dunga

karna hi paḌe chahe saba se mujhe sazish

main aap ke gesu ko sanvarne nahin dunga

mayus nigahon se tum a.ina na dekho

main apni nigahon ko badalne nahin dunga

barik sahi laakh kisi shoḳh ka anchal

nazron ko main shishe men utarne nahin dunga

jab us ki bichhaḌte hue bhar a.engi ankhen

kis tarah main savan ko barasne nahin dunga

vo chahe ‘alim’ ab kabhi aa.en ki na aa.en

ta-umr main palkon ko jhapakne nahin dunga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hai Jo Bhi Jaza Saza Ata Ho

poet

Hum Aapko To Ishq Mein Barbaad Karenge

Sufi

Ek duje Ko Aaina dikhaen Chalo Aao

Dil Taffun Se Bhar Gaya Hoga

syed-nazeer-hasan-sakha-dehlavi

Sitam Karna Karam Karna Wafa Karna Jafa Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet