• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / In Ke Aariz Pe Ashkon Ke Dhaare

In Ke Aariz Pe Ashkon Ke Dhaare

in ke aariz pe ashkon ke dhare

jaise phulon ko shabnam sanvare

gham na kar is jahan-e-talab men

TuuT jaate hain aksar sahare

tum ne mantiq se ulfat ko samjha

tum hi jiite chalo ham hi haare

gham ki zahmat men kya kuchh na biiti

raat kaaTi hai gin gin ke taare

chhoḌ kar mujh ko bahr-e-alam men

teri kashti ga.i hai kinare

is ko faḳhr-e-mohabbat na kyon ho

‘daur’ dil men raha hai tumhare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Bhi Chup Hai Main Bhi Chup Hun Ye Kaisi Tanhai Hai

ishrat-afreen

Jaane Kya Aaseb Tha Patthar Aate The

Hawas Ke Rang Sabhi Aasman Wale Hain

Jo Mere Dil Mein Hai Logon Se Chhupaun Kis Tarah

Logo Ye Ajib Saneha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet