• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Idhar Mail Kahan Wo Mah-Jabin Hai

Idhar Mail Kahan Wo Mah-Jabin Hai

poet

idhar maail kahan vo mah-jabin hai

falak ko mujh se kyuun parkhash-o-kin hai

na dekha apne bismil ka tamasha

qarib aa kar vo kitna dur-bin hai

ye achchha hai to achchha ghair ko bhi

satao aur puchho kyuun ghamin hai

hamen surat dikhae kya tamanna

ki ashiq jis ke hain parda-nashin hai

ye mujh se shikva hai allah re shokhi

ki mere gham se tu andoh-gin hai

ye kaisa tafraqa hijran ne daala

kahen kya ham kahin hain dil kahin hai

na puchho ‘shefta’ ka haal sahab

ye halat hai ki apne men nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Jalwon Ko Yun Na Aam Karo

beDi Nahin Pairon Mein Kalai Mein kaDa Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Agar Hai Jazba-E-Tamir Zinda

Sab Ke honTon Pe Ye Marne Ki Duaen Kaisi

Wo KHud Gaya Hai Us Ka Asar to Nahin Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet