• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Idhar Hai Baad-E-Sumum Nalan Udhar Hai Barq-E-Tapan Bhi Aajiz

Idhar Hai Baad-E-Sumum Nalan Udhar Hai Barq-E-Tapan Bhi Aajiz

idhar hai bad-e-sumum nalan udhar hai barq-e-tapan bhi aajiz

miri baharon se ho ga.i ab haram-zadi ḳhizan bhi aajiz

ye hosh-o-aql-o-ḳhirad ki ḳhami pe hirs-e-rahbar ki tishna-kami

ki jis ko sairab karte karte hua hai aksar kuaan bhi aajiz

kiya hai yuun azm-e-mustaqil ne ḳhilaf un ke mahaz qaa.em

ki aaj kal hai sitamgaron ki chunin bhi aajiz chunan bhi aajiz

tamam rindon ne mai-kade men ab aisi shorish macha rakhi hai

ki shishe ulTe surahi aundhi hai mera pir-e-mughan bhi aajiz

jafa.en din raat dhate dhate sitam ke baani bhi thak na jaa.en

shikar chuhon ka karte karte na hon kahin billiyan bhi aajiz

harim-e-naz-o-ada men un ki ye kaun dahqani bolta hai

hai na-tarashida guftugu se zaban bhi lutf-e-zaban bhi aajiz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neelma-sarwar

Kodon Ki Saza Pane Wale Pahle Shakhs Ke Nam

taDap Ke Haal Sunaya to Aankh Bhar Aai

poet

Is Tarah Aah Kal Hum Us Anjuman Se Nikle

Tabiat-E-Be-Niyaz-E-Josh-E-Wahshat Ho to Sakti Hai

Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet