• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Id Ka Din Hua Karti Thi Har Ek Raat Mujhe

Id Ka Din Hua Karti Thi Har Ek Raat Mujhe

iid ka din hua karti thi har ik raat mujhe

haa.e vo vaqt ki raas aati thi barsat mujhe

kuchh bhi ho tauba mohabbat se na hogi vaa.iz

jan-o-dil donon se pyari hai miri baat mujhe

jagmagati tiri ankhon ki qasam furqat men

baḌe dukh deti hai ye taron bhari raat mujhe

dil ne un ko bhi kiya chashm-e-muravvat ke supurd

aap se the bhi jo kuchh shikva shikayat mujhe

dukh bhara huun mire nalon se hazar kar naseh

buri ma.alum na ho jaa.e koi baat mujhe

jitne din ziist ke baaqi hain nichhavar kar duun

phir jo mil jaa.e javani ki koi raat mujhe

abr-e-baran ke maze luTun main kyunkar ‘manzar’

dam bhi lene de miri ankhon ki barsat mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shad-azimabadi

Jahan Hai Maktab-E-Hasti Sabaq Hai Chup Rahna

poet

Be-Qasd Safar Jate Hain Malum Nahin Kyun

jigar-moradabadi

Hum Ko Mita Sake Ye Zamane Mein dam Nahin

Kuchh Ummid Bandha De Chahe Dhoka De

Jis ghaDi Un Se Baat Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet