Husn Ki Gar Zakat Paun Main Poethusn ki gar zakat paun main to bhikari tira kahaun main ek bosa do dusra tauba phir jo mangun to maar khaun main is tarah luun ki bhaap bhi na lage hont se munh agar milaun main shahr ko chhod kar nikal jaun haan tujhe munh na phir dikhaun main
Leave a Reply