• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shama-Ru Jalwa-Kunan Tha Mujhe Malum Na Tha

Shama-Ru Jalwa-Kunan Tha Mujhe Malum Na Tha

sham.a-ru jalva-kunan tha mujhe malum na tha

saaf parde se ayaan tha mujhe malum na tha

gul men bulbul men har ik shaḳh men patte men bhi

ja-ba-ja us ka nishan tha mujhe malum na tha

ye ghalat hasti-e-mauhum ko samjhe the magar

aur vatan apna yahan tha mujhe malum na tha

ek muddat haram-o-dair men DhunDa nahaq

sim-bar dil men nihan tha mujhe malum na tha

sach to ye hai ki siva yaar ke jo kuchh tha ‘hayat’

vahm tha shak tha guman tha mujhe malum na tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine Roka Bahut Par Gae Sab Ke Sab

Dariya Mein Ye Naw Kis Taraf Hai

poet

Kahta Hai Kaun Hijr Mujhe Subh O Sham Ho

Kam Ranj Mausam-E-Gul-E-Tar Ne Nahin Diya

poet

Raat Ko Pahlu Mein Ek Taswir Raushan Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet