• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shama Nazan Hai Faqat Sar Se bhaDak Jaane Mein Aag

Shama Nazan Hai Faqat Sar Se bhaDak Jaane Mein Aag

poet

sham.a nazan hai faqat sar se bhaḌak jaane men aag

phunk de saara jahan haigi vo parvane men aag

sho.ala-e-sham-e-haram husn-e-butan se hai ḳhajil

mujh ko ḳhatra hai ki lag jaa.e na but-ḳhane men aag

dekhna garmi ki ḳhubi meri baari jab aa.e

ja-e-mai saaqi ne bhar di mire paimane men aag

shaiḳh ki sumran-shumari men koi garmi nahin

chashm-e-bina ho to zahir hai har ik daane men aag

atishin naale vo majnun ke mujhe aate hain yaad

dekhta huun jo kahin dahke hai virane men aag

be-dimaghi hai baja us ke fasane se miri

ḳhvab kya laave vo pinhan ho jis afsane men aag

kab hinsa tha main bhala jalne pe parvane ke ‘lutf’

daf.atan phunki miri ja.egi jo kashane men aag

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dub Kar KHud Mein Kabhi Yun Be-Karan Ho Jaunga

Nakaamiyon Pe Sar-Ba-Gareban Nahin Hun Main

akhtar-ansari

Gham-Zada Hain Mubtala-e-dard Hain Nashad Hain

mubarak-azimabadi

Phir Mile Hum Un Se Phir Yari Badhi

shad-azimabadi

Jahan Hai Maktab-E-Hasti Sabaq Hai Chup Rahna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet