• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Husn-E-Zan Kaam Lije Bad-Gumani Phir Sahi

Husn-E-Zan Kaam Lije Bad-Gumani Phir Sahi

poet

husn-e-zan kaam liije bad-gumani phir sahi

be-takalluf aur kiije mehrbani phir sahi

aaj jo biiti hai dil par majra us ka suno

dastan-e-ishrat-e-ahd-e-javani phir sahi

zarf se kam vaqt se pahle nahin milti yahan

aaj zahr-e-gham hi pi lo arghavani phir sahi

tegh kis ke haath men thi kaun tha sina-sipar

ye kahani aaj sun lo vo kahani phir sahi

sham-e-fanus-e-talab har rang men raushan rahe

ḳhun-fishani ke maze lo gul-fishani phir sahi

zehn ko manus kar deta hai lafzon ka tilism

mudda.a kah dijiye jadu-bayani phir sahi

kis men himmat hai ‘faridi’ kaun ye un se kahe

muskura kar haal sun lo lan-tarani phir sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

yasmeen-hameed

Itne Aasuda Kinare Nahin Achchhe Lagte

Koi Aa Kar Sikha Gaya Hai Mujhe

Puchhte Ho Mere Ashaar Mein Kya Rakkha Hai

Ab Mujhse Udasi Teri Dekhi Nahin Jati

Rakhte Hain Dushmani Bhi Jatate Hain Pyar Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet