• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hushyar Hain to Hum Ko Bahak Jaana Chahiye

Hushyar Hain to Hum Ko Bahak Jaana Chahiye

hushyar hain to ham ko bahak jaana chahiye

be-samt rasta hai bhaTak jaana chahiye

dekho kahin piyale men koi kami na ho

labrez ho chuka to chhalak jaana chahiye

harf-e-rajaz se yuun nahin hota koi kamal

batin tak is sada ki dhamak jaana chahiye

girta nahin masaf men bismil kisi tarah

ab dast-e-neza-kar ko thak jaana chahiye

tai ho chuke sab abla-pa.i ke marhale

ab ye zamin gulabon se Dhak jaana chahiye

shayad pas-e-ghubar tamasha dikha.i de

is rah-guzar pe duur talak jaana chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhgar-mushtaq-raheem-aabadi

Hangama-e-Afat Idhar Bhi Hai Udhar Bhi

Sab Sitam Yaad Hain Sari Hamdardiyan Yaad Hain

Har Sher Se Mere Tera Paikar Nikal Aae

Nazar Se Dur Hote Ja Rahe Hain

Ishq Ki Apni Zaban Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet