• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humse Warafta Ulfat Hain Bahut Kam Paida

Humse Warafta Ulfat Hain Bahut Kam Paida

poet

ham se varafta ulfat hain bahut kam paida

haath se kho na hamen honge na phir ham paida

iltiyam is ka jo hai lutf-e-butan par mauquf

zakhm-e-dil ka mire hota nahin marham paida

bad na kah bad ko ki sanna-e-bad-o-nek hai ek

khar-o-gul hote hain ik shakh se baham paida

nahin abru tire rukhsar ke sajde ke liye

aks-e-angusht-e-shahadat ne kiya kham paida

main bhi huun bais-e-ijad ‘havas’ ik shai ka

meri khatir mire khaliq ne kiya gham paida

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par

poet

Nazar Nazar Mein Tamanna Qadam Qadam Pe Gurez

ahmad-nadeem-qasmi

Ye Bhi Kya Chaal Hai Har Gam Pe Mahshar Ka Guman

Jab Dhyan Mein Wo Chand Sa Paikar Utar Gaya

Kahan Ki Chaal Nikali Hai Ye Kahan Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet