• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaifiyat-E-Dil-E-Hazin Humse Nahin Bayan Hui

Kaifiyat-E-Dil-E-Hazin Humse Nahin Bayan Hui

kaifiyat-e-dil-e-hazin ham se nahin bayan hui

lafz na saath de sake ansuon se ayaan hui

shorish-e-vardat-e-qalb sheron men Dhaal Dhaal kar

likhte rahe tamam umr ḳhatm na dastan hui

ab na vo dil men dhaḌkanen ab na vo soz-o-saz hai

puchhte hain vafat-e-dil kaise hui kahan hui

meri zara si baat par jaane vo kyuun ḳhafa hui

koi na talḳh guftugu donon ke darmiyan hui

ghar to hazaron ban ga.e inTon ko joḌ joḌ kar

ghar ke makinon ki vafa zinat-e-ashiyan hui

surat thi vo ki barq si badliyon ki thi oT men

pardon se jhank jhank kar pardon men hi nihan hui

ek hi shaḳh par rahe baaḌh men saanp aur aadmi

kaisi ajiib dosti donon ke darmiyan hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nasib-E-Chashm Mein Likkha Hai Gar Pani Nahin Hona

Kuchh Ab Ke Rasm-E-Jahan Ke KHilaf Karna Hai

abdul-hamid-adam

So Ke Jab Wo Nigar Uthta Hai

poet

Kyun KHafa Ho Kyun Idhar Aate Nahin

Hawas-E-KHalwat-E-KHurshid-O-Nishan Aur Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet