• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Us Se Ishq Ka Izhaar Kar Ke dekhte Hain

Hum Us Se Ishq Ka Izhaar Kar Ke dekhte Hain

akhtar-hashmi

ham us se ishq ka iz.har kar ke dekhte hain

kiya hai jurm to iqrar kar ke dekhte hain

hai ishq jang to phir jiit len chalo ham log

hai dariya aag ka to paar kar ke dekhte hain

hai kohsar to nahren nikal den is se

hai regzar to gulzar kar ke dekhte hain

ham us ko dekhna chahen to kis tarah dekhen

so us ki yaad ko kirdar kar ke dekhte hain

vo hosh-mand agar hai to kar den divana

vo be-ḳhabar hai to hushiyar kar ke dekhte hain

hamare sar pe to aati nahin koi dastar

so apne sar ko hi dastar kar ke dekhte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham-Ha-E-Mohabbat Ka Asar Dekh Raha Hun

Zamin Thi Tang Khula Aasman Kya Rakhte

poet

Apnon Hi Pe Hoti Hai Har Mashq-E-Jafa Pahle

Giraft-E-Saya-E-Diwar Se Nikal Aaya

poet

Kis Naz Se Wah Hum Ko Mara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet