• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Unhen Yunhi Aazmaenge

Hum Unhen Yunhi Aazmaenge

ham unhen yunhi azma.enge

pyaar men shart kyuun laga.enge

ye parinde hain ashiyane ko

par nikalte hi bhuul ja.enge

yaad rakhna tumhari ankhon men

ham bahut jald jhilmila.enge

kya tumhen tab yaqin aa.ega

log jab ungliyan uTha.enge

darmiyan apne aa ga.i jo ḳhalij

us par ik roz pul bana.enge

bevafa zindagi ke rishte ko

aḳhiri saans tak nibha.enge

ek baazi tiri ḳhushi ke liye

tujh se danista haar ja.enge

daur aisa bhi ek aa.ega

zarf kam-zarf azma.enge

aap ko ajizi jata.egi

vo takabbur men haar ja.enge

pyaar ki guftugu nahin kiije

zaḳhm so.e hain jaag ja.enge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sanam Ke Dekh Kar Lab Aur Dahan surKH

ambareen-haseeb-ambar

Shairi Ki Kitab

Ki Phir Paida Meri KHatir Koi Mushkil Na Ho Jae

KHud Meri Aankhon Se Ojhal Meri Hasti Ho Gai

akhtar-hoshiyarpuri

Shakhon Pe Zakhm Hain Ki Shagufe Khile Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet