• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khwab-Oi-Khayal-E-Gul Se Kidhar Jae Aadmi

Khwab-Oi-Khayal-E-Gul Se Kidhar Jae Aadmi

muneer-niyazi

khvab-o-khayal-e-gul se kidhar jaae aadmi

ik gulshan-e-hava hai jidhar jaae aadmi

dekhe hue se lagte hain raste makan makin

jis shahr men bhatak ke jidhar jaae aadmi

dekhe hain vo nagar ki abhi tak huun khauf men

vo suraten mili hain ki dar jaae aadmi

ye bahr-e-hast-o-bud hai be-gauhar-e-murad

gahraiyon men us ki agar jaae aadmi

parde men rang-o-bu ke safar-dar-safar ‘munir’

in manzilon se kaise guzar jaae aadmi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye but Phir Ab Ke Bahut Sar uTha Ke baiThe Hain

Jine Ka Daras Sab Se Juda Chahiye Mujhe

Gulshan Mein Ye Kamal Tujhe Dekh Kar Hua

poet

Ilahi Jaise Hum Us Sham-E-Anjuman Se Mile

poet

Tu KHafa Mujhse Hua Kya Bais

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet