• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Hum Ko To Intizar-E-Sahar Bhi Qubul Hai

Hum Ko To Intizar-E-Sahar Bhi Qubul Hai

qateel-shifai

ham ko to intizar-e-sahar bhi qubul hai

lekin shab-e-firaq tira kya usuul hai

ai mah-e-nim-shab tiri raftar ke nisar

ye chandni nahin tire qadmon ki dhuul hai

kanta hai vo ki jis ne chaman ko lahu diya

khun-e-bahar jis ne piya hai vo phuul hai

dekha tha ahl-e-dil ne koi sarv-e-nau-bahar

daman ulajh gaya to pukare babul hai

baaqi hai pau phate bhi sitaron ki raushni

shayad mariz-e-shab ki tabiat malul hai

jab mo’atabar nahin tha mira ishq-e-bad-guman

ab husn-e-khud-farosh ka rona fuzul hai

lut kar samajh rahe hain ki nadim hai rahzan

kitni hasin ahl-e-muravvat ki bhuul hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Yaadon Ko Bula Kar Tere Gesu Ki Tarah

Nafrat Hai Faza Mein to Mohabbat Bhi Bahut Hai

aftab-iqbal-shamim

Main Apne Waste Rasta Naya Nikalta Hun

Kab Tum bhaTke Kyun Tum bhaTke Kis Kis Ko Samjhaoge

Ghaeb Har Manzar Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet