• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Ki Chehre Pe Na Lae Kabhi Virani Ko

Hum Ki Chehre Pe Na Lae Kabhi Virani Ko

ham ki chehre pe na laa.e kabhi virani ko

kya ye kaafi nahin zalim tiri hairani ko

kar-e-farhad se ye kam to nahin jo ham ne

aankh se dil ki taraf moḌ diya paani ko

shisha-e-shauq pe tu sang-e-malamat na gira

aks-e-gul-rang hi kaafi hai giran-bani ko

daman-e-chashm men taara hai na jugnu koi

dekh ai dost miri be-sar-o-samani ko

tu ruke ya na ruke faisla tujh par chhoḌa

dil ne dar khol diye hain tiri asani ko

haan mujhe zabt hai sauda hai jinnon hai shayad

de lo jo naam bhi chaho miri nadani ko

jis men mafhum ho koi na koi rang-e-ghazal

‘sad’ ji aag lage aisi zaban-dani ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shah-naseer

Meri Turbat Par Chadhane dhundta Hai Kis Ke Phul

noshi-gilani

Ab Kis Se Kahen Aur Kaun Sune Jo Haal Tumhaare Baad Hua

Main Kaise lauT Ke Jaunga Apne Ghar Yaro

Lab-E-KHamosh Mujhe Aah Aah Karne De

poet

Har suKHan Mein Wo Sehr Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet