• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yar Ye Ittifaq to Dekho

Yar Ye Ittifaq to Dekho

poet

yaar ye ittifaq to dekho

us ko hi dekhta hai jo dekho

kaash koi mujhe hila ke kahe

dekho vo aa raha hai vo dekho

tirgi se bahut shikayat thi

ab zara der shams ko dekho

dekhna chahte ho apna raqib

aa.ina de raha huun lo dekho

ḳhubsurat dikha.i deti hai

gar yahi raat sub.h ko dekho

shauq se dekho husn-e-yar magar

phir na kuchh dekhna ho to dekho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

dil Apna Yaad-e-Yar Se Begana To Nahin

poet

Gham-E-Dost Ko Aasaish-E-Duniya Se Gharaz Kya

poet

Ai Sanam Der Na Kar Anjuman-Ara Ho Ja

Sufi

Ilahi Kya Kabhi Pure Ye Arman Ho Bhi Sakte Hain

siraj-aurangabadi

Charagh-E-Mah Sin Raushan-Tar Hai Husn-E-Be-Misal Us Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet