• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Kahin Bhi Hon Magar Ye Chhuttiyan Rah Jaengi

Hum Kahin Bhi Hon Magar Ye Chhuttiyan Rah Jaengi

adarsh-dube

ham kahin bhi hon magar ye chhuttiyan rah jaengi

phuul sab le jaenge par pattiyan rah jaengi

kaam karna ho jo kar lo aaj ki tarikh men

aankh nam ho jaegi phir siskiyan rah jaengi

is nae qanun ka manzar yahi dikhta hai ab

paanv kat jaenge lekin bediyan rah jaengi

sirf lafzon ko nahin andaz bhi achchha rakho

is jagat men sirf mithi boliyan rah jaengi

kyon banate ho siyasat ko tum apna ham-safar

sab chale jaenge lekin kursiyan rah jaengi

tum ko bhi adarsh par ‘adarsh’ chalna hai yahan

varna is daldal men dhanstin pidhiyan rah jaengi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aasman Suraj Sitare Bahr-O-Bar Kis Ke Liye

Zanjir Se uThti Hai Sada Sahmi Hui Si

Dekh Kar Tujhko Na Jaane Kyon Udhar

poet

Jis Mein Na KHushi Ho Wo Mohabbat Nahin Achchhi

ahmad-nadeem-qasmi

Gul Tera Rang Chura Lae Hain Gulzaron Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet